Ja ja ja ja ja ja ja ja
Kabootar ja ja ja
Kabootar ja ja ja
Kabootar ja ja ja
Pehle pyaar ki pehli chitthi
O o pehle pyaar ki pehli chitthi
Saajan ko de aa
Kabootar ja ja ja
Kabootar ja ja ja
Kabootar ja ja ja
Kabootar ja ja ja
Unse kehna jabse gaye tum
Main to adhuri lagti hoon
In honthon pe chup si lagi hai
Na roti na hansti hoon
Bhool hui jo unhein sataaya
O o bhool hui jo unhein sataaya
Aisa paap kiya
Kabootar ja ja ja
Kabootar ja ja ja
Kabootar ja ja ja
Kabootar ja ja ja
Ja ja Ja ja
Mann hi mann mein unko apna
Sab kuchh maan chuki hoon main
Vo kya hain main kaun hoon
Unki ab ye jaan chuki hoon main
Unko apne saath hi laana
O o unko apne saath hi laana
Dil hi nahin lagta
Kabootar ja ja ja
Kabootar ja ja ja
Kabootar ja ja ja
Kabootar ja ja ja
Ja ja Ja ja
Oh oh ho ho ho
Oh oh ho ho ho
Yahan ka mausam bada haseen hai
Phir bhi pyaar udaas hai
Unse kehna door sahi main
Dil to unhi ke paas hai
Tu ye sandesa unko sunaana
O o tu ye sandesa unko sunaana
Main peechhe aaya
Kabootar ja ja ja
Kabootar ja ja ja
Kabootar ja ja ja
Kabootar ja ja ja
Jahaan bhi dekhoon tum hi tum ho
Aur nazar na kuchh aaye
Dil ye chaahe is aalam mein
Kaash zamaana ruk jaaye
Aaj se pehle kabhi nahi thi
Aaj se pehle kabhi nahi thi
Itni haseen duniya....
Song - Yaha Ka Mausam Bada Haseen Hai
Album- Maine Pyar Kiya
Singer- Lata Mangeshkar, S. P. Balasubrahmanyam
Music- Raamlaxman
Lyrics - Asad Bhopali
Label - Rajshri
Track - 7:47
Kya Bebasi Hai Yeh Kya Majbooriyan Lyrics
Husn Pahadon Ka Lyrics
Ae Malik Tere Bande Hum Lyrics
Dulhe Ki Saliyo Lyrics
Ye Dil Kahin Lagta Nahi Lyrics
Chadti Jawani Meri Chaal Mastani Lyrics
Tum Pe Marte Hain Hum Mar Jayenge Lyrics
Mera Dil Ye Pukare Aja Lyrics
Tumhe Kya Batau Ki Tum Mere Kya Ho Lyrics
Tu Kitni Achhi Hai Lyrics
jiya jale