Mera Dil Ye Pukare Aja Lyrics

Mera Dil Ye Pukare Aja Lyrics

Lata Mangeshkar


Home > Lata Mangeshkar > Mera Dil Ye Pukare Aja Lyrics

Mera Dil Ye Pukare Aja Song Lyrics

  • English
  • Hindi

Aaja

Aaja

 

Mera dil ye pukaare aaja

Mere gham ke sahaare aaja

Bhiga-bhiga hai sama

Aise mein hai tu kahaan

Mera dil ye pukaare aaja

Mere gham ke sahaare aaja

Bhiga-bhiga hai sama

Aise mein hai tu kahaan

Mera dil ye pukaare aaja

 

Tu nahin to ye rut,

Ye hava kya karun, kya karun

Tu nahin to ye rut,

Ye hava kya karun

Dur tujh se main rah ke Bata

Kya karun, kya karun

Suna-suna hai jahaan,

Ab jaaun main kahaan

Bas itana mujhe samajha ja

Bhiga-bhiga hai sama

Aise men hai tu kahaan

Mera dil ye pukaare aaja

 

Aandhiyaan vo chalin,

Aashiyaan lut gaya, lut gaya

Aandhiyaan vo chalin,

Aashiyaan lut gaya

Pyaar ka muskuraata jahaan

Lut gaya, lut gaya

Ek chhoti si jhalak,

Mere mitane talak

O chand, o chand mere dikhala ja

Bhiga-bhiga hai sama

Aise men hai tu kahaan

Mera dil ye pukaare aaja


Munh chhupa ke meri zindagi

Ro rahi, ro rahi

Din dhala bhi nahin,

Shaam kyon ho rahi, ho rahi

Teri duniya se hum,

Le ke chale tera gham

Dam bhar ke liye to aaja

Bhiga-bhiga hai sama

Aise men hai tu kahaan

Mera dil ye pukaare aaja....

 Mera Dil Ye Pukare Aja Video Song

Mera Dil Ye Pukare Aja Lyrics Info

Song - Mera Dil Ye Pukare Aja

Singer-  Lata Mangeshkar

Music- Hemanta Kumar Mukhopadhyay

Lyrics - Rajendra Krishan

Label - Ultra Bollywood

Track - 5:14