Chand Ka Tukda

Chand Ka Tukda

Tony Kakkar


Home > Tony Kakkar > Chand Ka Tukda

Chand Ka Tukda Lyrics

  • English
  • Hindi

Duniya kehti tumko

 Chand ka tukda

Duniya kehti tumko

 Chand ka tukda

 

Na samajh hain woh

 Unhein pata nahi

Na samajh hain

 Woh unhein pata nahi

Ke chand tumhara hai tukda

 

Duniya kehti tumko

 Chand ka tukda

Na samajh hain woh

 Unhein pata nahi

Ke chand tumhara hai tukda

Duniya kehti tumko

 Chand ka tukda..

 

Ghar se na niklo tum

 Kabhi bhi shaam ko

Bhool jaynge log

 Dekhna chand ko

Bina singaar kitna

 Chehre pe noor hai

 

Maikhanon me bhi nahi woh

Nainon mei saroor hai

Nainon me saroor hai

 

Nahi dekh na Taj Mahal ab

Dekh liya tera tera mukhda

Na samajh hain woh

 Unhein pata nahi

Ke chand tumhara hai tukda

Duniya kehti tumko

 Chand ka tukda

 

Suraj ki laali tere

 Hothon pe rehti hai

Nadiya diwani tere

 Ashkon se behti hai

Sang marmar sa badan

 Khuda ne tarasha hai

Tujhe kya pata tera

Samandar bhi pyasa hai

Samandar bhi pyasa hai

 

Singaar ki nahi zarurat..

Kitna sundar mukhda

Na samajh hain woh

 Unhein pata nahi

Ke chand tumhara hai tukda

Duniya kehti tumko

Chand ka tukda…

 Chand Ka Tukda Video Song

Chand Ka Tukda Info

Song - Chand Ka Tukda 

Singer - Tony Kakkar

Music - Tony Kakkar

Lyrics - Tony Kakkar

Music Label -  Desi Music Factory