Yeh Aaina Song Lyrics

Yeh Aaina Song Lyrics

Kabir Singh


Home > Kabir Singh > Yeh Aaina Song Lyrics

 Yeh Aaina

  • English
  • Hindi

Yeh aaina hai ya tu hai
Jo roz mujhko sanware
Itna lage sochne kyun
Main aajkal tere baare

Tu jheel khamoshiyon ki
Lafzon ki main toh lehar hoon
Ehsaas ki tu hai duniya
Chhota sa main ek shehar hoon

Khud se hai agar tu bekhabar
Bekhabar rakh loon main tera khayal kya
Chupke chupke tu nazar mein utar
Sapno mein loon main sambhaal kya
Sapno mein loon main sambhaal kya

Main daud ke paas aaun
Toh neend mein jo pukaare
Main rait hoon tu hai dariya
Baithi hoon tere kinaare

Yeh aaina hai ya tu hai
Jo roz mujhko sanwaare

Tanha hai agar tera safar
Humsafar tanhaai ka main jawaab hoon
Hoga mera bhi asar
Tu agar padh le main teri kitaab hoon
Padh le main teri kitaab hoon

Seene pe mujhko sajaa ke
Jo raat saare guzaare
Toh main savere se keh doon
Mere shehar tu na aa re

Yeh aaina hai ya tu hai
Jo roz mujhko sanware

Ye Aaina Video Song

Yeh Aaina Info

Singer - Amaal Mallik, Shreya Ghoshal
Written By- Irshad Kamil
Music- Amaal Mallik
Cast - Shahid Kapoor, Kiara Advani
Music Label : T-series

Yeh Aaina FAQs

    1. Who has sung Yeh Aaina song ?
    2. Song Yeh Aaina is sung by Shreya Ghoshal
    1. What is the movie name of Yeh Aaina song ?
    2. Yeh Aaina song is from the movie Kabir Singh.