Waade Saare Lyrics

Waade Saare Lyrics

Jubin Nautiyal


Home > Jubin Nautiyal > Waade Saare Lyrics

Waade Saare

  • English
  • Hindi

Jism mein tha- tu jaan ke jaise,

Aise kaise dono kho gaye...

Aaya tujhe na -ishq nibhana

TUM bhi auron jaise ho gaye,

Nahi yeh nahi yeh toh..

Nahi hone wala tha na.!

 

Kaise dono bichhad gaye,

Waade saare kidhar gaye...

Kaise dono bichhad gaye,

Yeh toh nahi hone wala tha na...

Dil se kaise utar gaye.!

 

Ek dard ka samandar- tanha main jiske andar

Jahan gham har dam- dil mein chubhta rahe

Bhigi hui yeh aankhein -kahan chhoda tumne laake

Ye zakhm hai sitam- tumse humdum mile

 

Maangu ab toh main 

rab se bas yahi

Mar jayenge na 

milenge phir kabhi

 

Yeh toh nahi hone wala tha na,

Waade saare kidhar gaye...

Kaise dono bichhad gaye,

Vaade saare kidhar gaye...

Kaise dono bichhad gaye.!

 

Mera dil meri jaan- jaise jalta jahan,

Sab kuch mera barbaad hua...

Ho gaya hai juda jo tha mera khuda,

Jaise jism se rooh azaad hua.!

 

Waade saare kidhar gaye..