Tere sang yaaraaa....
Khushrang baharaaa...
Tu raat deewani..
Main zard sitaara..
O karam Khudaya hai
Tujhe mujhse milaya hai
Tujhpe marke hi toh
Mujhe jeena aaya hai
O tere sang yaara
Khushrang bahara
Tu raat deewani
Main zard sitaara
O tere sang yaara
Khushrang bahara
Main tera ho jaaun
Jo tu karde ishara
Kahin kisi bhi gali mein jaaun main
Teri khushboo se takraaun main
Har raat jo aata hai mujhe
Woh khwaab tu
Tera mera milna dastoor hai
Tere hone se mujhme noor hai
Main hoon soona sa ek aasmaan
Mehtaab tu
O karam khudaya hai
Tujhe maine jo paaya hai
Tujhpe marke hi toh
Mujhe jeena aaya hai
O tere sang yaara
Khushrang bahara
Tu raat deewani
Main zard sitaara
O tere sang yaara
Khushrang bahara
Tere bin ab toh
Na jeena gawara
Maine chhode hain
Baaki saare raste
Bas aaya hoon
Tere paas re
Meri aankhon mein
Tera naam hai
Pehchaan le
Sab kuch mere liye, Tere baad hai
Sau baaton ki, Ik baat hai
Main na jaunga kabhi
Tujhe chhod ke
Yeh jaan le
O karam Khudaya hai
Tera pyar jo paaya hai
Tujhpe marke hi toh
Mujhe jeena aaya hai
O tere sang yaara
Khushrang bahara
Tu raat deewani
Main zard sitaara
O tere sang yaara
Khushrang bahara
Main behta musafir
Tu thehra kinara
Song Kahi Kisi Bhi Gali Me Jau Mai
Album Rustom
Singer Atif Aslam
Music Manoj Muntashir
Lyrics Arko
Label Zee Music Company
Track 4.58
Starring Akshay Kumar, Ileana D’cruz
Ye Mausam ki Baarish Lyrics
Teri Ada Ada Pe Marta Main Lyrics
Tere Dil Ke Shehar Mein Lyrics
Har Dua Me Shamil Tera Pyar Hai Lyrics
Na Koi Hai Na Koi Tha Lyrics
Kaise Bataye Kyun Tujhko Chahe
Kya Se Kya Ho Gaye Dekhte Dekhte
Asar Yeh Kaisa Teri Chahat Lyrics
Aankhon Se Chulo K Bahe Tarasti Hai Lyrics
Pehli nazar mein kaisa jaadu kar diya Lyrics