Yeh Mera Dil Pyar Ka Deewana Lyrics

Yeh Mera Dil Pyar Ka Deewana Lyrics

Asha Bhosle


Home > Asha Bhosle > Yeh Mera Dil Pyar Ka Deewana Lyrics

Yeh Mera Dil Pyar Ka Deewana Song Lyrics

  • English
  • Hindi

La la la la, li la la la la la la

Yeh mera dil yaar ka deewana

Deewana deewana pyaar ka parwaana

Aata hai mujhko pyaar mein jal jaana

Mushkil hai pyaare tera bachke jaana

Yeh mera dil yaar ka deewana - 2

 

(Dil voh chaahe jisse, chaahe jisse usse paaye

Pyaar voh yaar ke jo naam pe hi mit jaaye) - 2

 

Jaan ke badle mein jaan loon nazraana

Yeh mera dil yaar ka deewana

Deewana deewana pyaar ka parwaana

(Pal pal ek halchal, dil mein ek toofaan hai

Aane ko hai voh manzil jiska mujhe armaan hai) - 2

 

Bhoolna na tujhe dil ka yeh takraana

Yeh mera dil yaar ka deewana

Deewana deewana pyaar ka parwaana

Aata hai mujhko pyaar mein jal jaana

Mushkil hai pyaare tera bachke jaana

Yeh mera dil yaar ka deewana - 2